Blogspot me adsense approval kaise kare-Tech2AJ
Blogspot me adsense approval kaise kare
Hello Dosto, Mera name he ajay aur suwagat he apka humare channel Tech2aj Par So dosto aaj me apko iss post me batane wala hu ki aap kaise blogspot blog me google adsense approval kar
sakte he to chaliye jante he
Dosto blogspot me adsense approval ke liye aapko kuch paragrap me samjane ki kosis ki hui he
1.Site perfomance
2.Articles
3.Urgent pages
4.Customized
5.Index in Google Search Console
6.Sitespeed
7.No Copyright Content
8.Traffic
9.Other Ad Network During Adsense Pending Time
1.Site Perfomance
so friends site perfomance me apko regular basis articles likne ke sath sath apko blog ki perfomance per bhi dhyan dena jarori hota he
iske liye apko site ki loading speed,eroor web page etc ko dhyan rakhna hota he
2.Articles
so dosto apko blogspot me adsense approval pane ke liye minimum 20 se 25 professnal articles likni jarori hota he articles unique bhi hona chaye aur padhna me asan jisse apke
reader ko jaldi samjh aa sake
3.Urgent pages
so friends agar aap ek blogger he aur apnio site ko market me chalana chahte he to apko apni kisi bhi websiteme urgent pages ka bnana bhot jarori hota he to chaliye janete ki wo kon kon se pages he jisko apki site
me hona jaroori hota he Privacy Policy,About Us,Contact Us, Sitemap,Disclaimer dosto apko apne blog me in pages ka hona bhot jarori hota he
4.Customized
so dosto jab bhi aap apni blog ko google adsense approval ke liye applyu karte he to adsense ke adikari mannually check karte3 he he ki aapne apni blog ko kis tarah customize kiya he
isliye apkpo apni site ko achhi trah se customize karna chye jiase aap apni site me Widgets,Pages,Social Media Widgets etc ko sahi jagah per lagana chye iske sath sath apko apni site label,categoties ko
bhi acche se customize karnha chye
5.Index in Google Search Console
so dosto bhot se new blogger apni blog me hamesha ye jalti karti he ki wo bina apni site ko google search console ki madat se sitemap ko apni blog me lagani bhul jate he
aur apni blog ko adsense review ke liye de dete he isse hota kya ki bhot kam logo ko approval pata he to dosto apko ye jalti nahi karni he aap apni site ko google saech console me jaroor submit kare
aur apni site me sitemap jaroor lagaye
6.Sitespeed
so dosto apko agr apni blog me adsense ka approval lenja he to aapko apmi site ki speed ko jaroor dhyan dena padega agar aapki sitespeed kam he to sayad hi aapko appval mil paye is liye aapko apni blog ki sitespeed
ko bhi dhyan me rakhna jarori hota he
7.No Copyright Content
so dostogoogle adsense me approval lene ke liye appko apni blog me no copyright content ka hona jarori hota he quki kisi bhi ko chalne ke liye real content ka hona bhut jsarori hota he
varna aap jada time tak aapni site ko market me nahi chla paoge
8.Traffic
so dosto traffic yaha per subse bada factor hota he quki traffic kisi bhi site ke liye bhot jarori hota he isliye mera maana he ki aapse pas kamse kam daily 200 se 500 visits ka aana jarori hota he
agar apke pas itna traffic ata he to aap adsense ke liye apply kar sakte he
9.Other Ad Network During Adsense Pending Time
so dosto yaha per agar aap koi dusra ad network use kar rahe ho aur ap apni site ko adsense appvoval ke liye submit karte ho to aapko approval milne bhut kam chance hote he
isliye dhan rahe ki jab bhi aap adsense ke liye apply kare to other ad network ko remove kar de
so friends yaha humne aapko btaya ki aap kiase blogsot me google adsense ka approval le sakte ho
agar aapko ye post pasand aaye to nicche comment box me hume jaroor batye
dhyanabaad
Comments
Post a Comment