Apni Website Me Ads Lagakar Paise Kamaye- Tech2AJ
Hello friends Mera Name He Ajay Aur Suwagat He Aapka Humare Channel Tech2AJ Per
So Friends Agar Aap Free Me Apni Website Banakar Paise Kamana Chahte he to Aap Bilkul Sahi Jagah Aaye he Quki Iss Post Me Aapko Complete Process Ke Bare Me Bataye Jayega
Apni Website Free Me Kaise Banaye??
So Friends Free Me Aapko Website Banane Ke Liye 2 Badiya Option Mil Jate he
1.Blogger
2.WordPress
To Yaha Per Me Aapko Blogger Recommend Karna Chahunga Quki Aapko Isme Free Domain Mil Jata He Aur Sath hi Sath Iske Tools Bhi Asan He Jisne Aapko Apni Website ko Manage Karne me Koi Problem Nahi Hogi
To Chaliye Jante he Blogger Ke Bare Me
So Friends Agar aapko aabhi tak blogger ke bare me nahi pta he to koi baat nahi so guys blogger kya he
so blogger ek website ka name he jisper hum Apna Account creat kr Blogger pr Sign up sakte aur
apni khud ki website creat kr sakte aur uss Website se acchi khasi Earning bhi hum kar sakte he .
So guys blogger per aapni Website kaise banaye to isske liye aapko simply Blogger.com per jana aur Aur apne email id se sign up kar lena fir aapko yaha per 2 step follow karni hoti he jisme step me aapko Apne Channel ka name Aur website ka adress dalna hota he .
Step1-
Aapko yaha per title name dalna he jo ki aapke channel ka name name hoga
so yaha per Aapko apne Channel ka name chose kar lena he
Example- Title Name - Teach&earn
Step2-
So guys 2nd step me aapko Apni Website ka Address Dalna hota he jisme Aap apni website ka url creat kar sake
So yaha Per Aap apni website koi accha sa address likha dena he
dhyan rakhiye Friends yaha per Aapko space nahi dena he ho adress aap likhoge Wo bina space ke hi likhna hoga
Aur Ek important Baat ye ki Aap jab apni website ka address bana rahe hoge to Check kar lijiye ki ye adress yaha per Available he ki nahi
Example- YourWebsiteName.Blogspot.com
So friends ye 3 step follow karne ke baad aapko yaha next Kar dena hoga Fir Aapki website Bankar ready ho jayegi
So dosto Fir aapke mann me ye sawal aa rha hoga ki aab usske aage kya kare
so guys Aapko yaha per Karna kya he ki aapko yaha per post likhni hogi he
Post Kaise Likhe??
So guys aapko yaha per karna kuch new post per click karna hoga fir aapke samne kuch aaisa enter face najar aa raha hoga
isme aapko bhut sare tools bhi dhikhai de rahe hoge isme aapko karna kya ki Aapni ek kisi Bhi topic Per aapni Post Likh sakte he
so frinds yaha per dhyan rakhiye Aapki post Me acchi qulity honi chahiye Aur post bada hona chahiye jisme
Padne wale ko lage ki nahi yrr bande ne bhut acchi post likhi he aur aapko Yaha per kisi bhi tarah ki copy ki hui Post nahi dalni he
Aur jo likho apni mann se likha jis bare me aapko Acca knowgelge ho aap us topic per Post likh sakte he
So guys Agar chahye to post bo accha bananae ke liye yaha per photo,link,etc bhi add kar sakte he jissse aapni Websie Ek ek mast lage .
To Dosto Aaj Me Aapko Iss Post Me Batane Wala Hun Ki Aap PopAds Network Se Online Earning Kaise Kar Sakte he
So Dosto Agar Aap Website Banakar Online Earning Karna Chahte he to Iske Liye Aapko Apni Website
Me Ads Lagane Ki Jarorat Hoti he Jisse Aapko Earning Hoti he Jisse Visitor Aapki Website Per Ads Dhekege Uske Badle me Aapko Ad Network Paise Deta he
So Dosto Yaha Per Baat Kar Lete Ads Network ki To Dosto Ads Network Ek Tarah Ki Website Hoti Jisme Aapko Sign Up Karna hota he
Aur Aur Apni Website Ko Kisi bhi Ad Network Yani uss Website Se Connect Kar Deta He
So Dosto Yaha Humne Jana Ki Ad Network kya He Aur Ye Kaise Kam Karta he Aab Jan He ki Ads Network Kon kon se he
To Chaliye Jante he Famous Ads Network Se Bare Me
1.Google Adsense
2.Media.Net
3.PopAds
4.RevenueHits
To Dosto Iske Alawa Bhi Kai Tarah ki Ads Networks He Jisne Aap Earning Kar Sakte he
Mene Aapko 4 Ads Network Bataye He Jinse Aap Apni Website Me Ads Lagakar Paise Kama Sakte He
Lakin Dosto Yaha per Apni Website per Ads Lagane Ke Liye Google Adsense ya Media.Net Ke Liye Sign Up Karte he To Aapko Asani se Approval Nahi Milta
Lakin Koi Nahi Dosto Me Yaha Per Aapko Subse Fast Approval Ads network Ke Bare me Bata Unga Jisse Aap Apni Website me Ads Laga Kar paise Kama Sakte he
Yaha Me Yaha per Aapko PopAds Ad Network Recommend Karne Wala Hun Quki Dosto Yaha per Aapko Fast Approval Ke Sath Sath Fast Earning Widrl Karne me bhi Asani hogi
Quki Agar Aap Google Adsense Per Earning Reedem Lagate he Aapko Aapko Isme 100$ Complate karna hota jisme Aapko Bhut sara Time Lagta he
Lakin Agar Aap PopAds Ad Network Per Reddem Lagate he To Aapko Isme Sirf 5$ hi Karne hote he Jo Aapko Bhut hi Aasani he Complete ho jate he Aur Aap Usko Apne Paypal Account me Reddem Laga Sakte he
To Chaliye Aab Jante He Ki Popads Me Sign up Kaise Kare
PopAds Me Sign Up Karne Ke Liye Aapko
PopAds Ki Website Me Jana Hoga Aur Aapko yaha per Sign Up Karne ke Liye
Email Id
Apni Website Ka Url
Aur Phone Number Dalna he
Aur Ek Password Creat Kar Lena He
Aur Sumit Kar dena Uske Baad Aapko 24 Hours Ke Anddar Ek Mail aayega Jisme Aapko Bataya Jayega Ki Aapko Approval Mil Gaya He Ya Nahi
So Yaha per Approval Milne Ke Baad Aapko PopAds Ki Website Me Jakar Check Kar Sakte he
Fir Aap Apni Website me Ads Lagane Ke Liye Popads Ki Website me Jana he Aur waha per Code Generate per Click Karna He Fir Aapko Yaha Per Standrad Code Copy Kar Lena Fir
Apni Blogger Ki Website me Jakar Site me Theme Per Jakar Edit Html Per Click Karna Hoga Fir Yaha Per Aapko Ek Badi Ki Script Nagar Aa Rahi Hogi Apko isme Popads Ka Code Jo Apne Generate kiya tha uske Yaha per Lagana he
Code lagane ke liye aapko Isme
<Head> (popAds Code here )<Head/>
Ke Wich Me Code Ko Paste he dena He Fir Aap Save Per Click Kar Dena he
Fir Uske Baad Aapko PopAds Me Jakar Check Karna he Fir Aapka Code Sahi Jagah Paste hua he ki Nahi Uske Liye Aapko
Side Me (Trouble Shooter) per Click Karna he Apni Website ka Url Dalna he fir Yaha per agar Words Green hui to samjo apka code thek se paste hua he
Aur agar words red hue to samjo apne kuch mistake ki hui he
Aur Aus ko thek karna hoga
Agar Aapne sub kuch thek se kiya hua he to Aapko Apni Website me Ads Aane Lag Jayege
Par Ye Ads Screen Dhikayi Nahi Deti walki apki website koi bhi visitor kahi bhi click
Karega to usko Yaha Ads dhaikai Deti he
So Friends Kaisi Lagi Aapko Ye Post Hume Comment Karke Jaroor Bataye....

blogger Kya He??

Blogger per sign up kaise kare??
So guys agar aapko blogger per sign up karna he to Aap blogger bhi website Blogger.com per jakar Apna account creat kar sakte he ya sign up kar sakte he.Blogger Per Apni website kaise banaye??

Add caption |
Code lagane ke liye aapko Isme
<Head> (popAds Code here )<Head/>
Ke Wich Me Code Ko Paste he dena He Fir Aap Save Per Click Kar Dena he
Fir Uske Baad Aapko PopAds Me Jakar Check Karna he Fir Aapka Code Sahi Jagah Paste hua he ki Nahi Uske Liye Aapko
Side Me (Trouble Shooter) per Click Karna he Apni Website ka Url Dalna he fir Yaha per agar Words Green hui to samjo apka code thek se paste hua he
Aur agar words red hue to samjo apne kuch mistake ki hui he
Aur Aus ko thek karna hoga
Agar Aapne sub kuch thek se kiya hua he to Aapko Apni Website me Ads Aane Lag Jayege
Par Ye Ads Screen Dhikayi Nahi Deti walki apki website koi bhi visitor kahi bhi click
Karega to usko Yaha Ads dhaikai Deti he
So Friends Kaisi Lagi Aapko Ye Post Hume Comment Karke Jaroor Bataye....
Comments
Post a Comment