Ads

Khud Ki Website Bana Kar Paise Kaise Kamaye-Tech2AJ


फ्री ब्लॉग कैसे बनाये  ब्लॉग अकाउंट कैसे बनाये|वेबसाइट कैसे बनाये हिंदी में हेल्प |ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप

Hello Dosto Mera Name He Ajay Aur Suwagat  aapka Humare channel Tech2AJ Par So Dosto Aajki Iss Post Me Aapko batane wala hu ki kaise Aap Apni Khud Ki Website Banakar Earning Kar Sake

So Dosto Aapko Apni Khudki Website Banane Ke Liye Kuch Basic Knowledge Ka Hona Bhut Jarori He Warna Aap Apni

Website Ko Thek Se Manage Nahi Kar Payege So Dosto Subse Phele Domain Ke Bare Me Pta Hona Chaye Quki Jab Aap

Apni Website Creat Kar Rahe Hote He To Uska Jo Url Hota For Example- Weburl.com Jisme .com Jo He Wo

Website ka Domain He So Dosto Maket Me Aapko Bhut Sare Domains Mil Jate he Example.in , .net , .Co Etc Aur Aapko Ye

Domain Buy Karna hota he Agar Aap Free Domain Se Website Banaana Chahte He To Aap Bhut Hi Aasani He Banasakte Free

Domain Ke Liye Market Me Aapko Bhut Sari Website Mil Jati he Jisme Blogger And WordPress Ka Name Aata he To 

Dosto Yaha par Aapko Domain Ke Sath Web Hosting bhi Free Me Mil Jati He

So Dosto Free Website Banane Ke Liye Aapke Sath 2 Option Mil Jate he Jisme 
1. BLOGGER
2.WORDPRESS

So Dosto Me Aapko Yaha Par Blogger Ke Bare Me Batane Ja raha hun Jisse Aap Apni Website Free Me Creat Kar Payege

So friends Aapke mann me kuch sawal uth rahe hoge ki blogger kya he kaise kam karta earning kaise hoti he to isse bare me  me Aapko Step by step Batane wala hu .
1. blogger Kya He??
So Friends Agar aapko aabhi tak blogger ke bare me nahi pta he to koi baat nahi so guys blogger kya he so blogger ek website ka name he jisper hum Apna Account 

creat kr Blogger pr Sign up sakte aur apni khud ki website creat kr sakte aur uss Website se acchi khasi Earning bhi hum kar sakte he .

फ्री ब्लॉग कैसे बनाये  ब्लॉग अकाउंट कैसे बनाये|वेबसाइट कैसे बनाये हिंदी में हेल्प |ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप

2.Blogger per sign up kaise kare??
So guys agar aapko blogger per sign up karna he to Aap blogger bhi website Blogger.com per jakar Apna account creat kar sakte he ya sign up kar sakte he.

3.Blogger Per Apni website kaise banaye??
So guys blogger per aapni Website kaise banaye to isske liye aapko simply Blogger.com per jana aur Aur apne email

 id se sign up kar lena fir aapko yaha per 2 step follow karni hoti he jisme step me aapko Apne Channel ka name Aur website ka adress dalna hota he .

Step 1-Aapko yaha per title name dalna he jo ki aapke channel ka name name hoga so yaha per Aapko apne Channel ka name chose kar lena he
Example- Title Name - EarnTeach

Step 2- So guys 2nd step me aapko Apni Website ka Address Dalna hota he jisme Aap apni website ka url creat kar sake So yaha Per Aap apni website koi accha sa address likha dena he dhyan rakhiye 

Friends yaha per Aapko space nahi dena he ho adress aap likhoge Wo bina space ke hi likhna hoga Aur Ek important Baat ye ki Aap jab apni website ka address bana rahe hoge to Cleck kar lijiye ki ye adress

yaha per Available he ki nahi warna Aap apni website ke Adress thoda change karke likha sakte he Aur Jab aap apni website ka name likh rahe hoge tab Aapko isme Check Kar Lena He Ye Address

Available He ki Nahi  warna aap Apni website ka address Naha bana payege
Example- earnteach0987.blogspot.com

So friends ye 3 step follow karne ke baad aapko yaha next Kar dena hoga Fir Aapki website Bankar ready ho jayegi

So dosto Fir aapke mann me ye sawal aa rha hoga ki aab usske aage kya kare so guys Aapko yaha per Karna kya he ki aapko yaha per post likhni hogi he

4.Post Kaise Likhe??
So guys aapko yaha per karna kuch new post per click karna hoga fir aapke samne kuch aaisa enter face najar aa raha hoga isme aapko bhut sare tools bhi dhikhai de

rahe hoge isme aapko karna kya ki Aapni ek kisi Bhi topic Per aapni Post Likh sakte he so frinds yaha per dhyan rakhiye Aapki post Me acchi qulity honi chahiye Aur post

bada hona chahiye jisme Padne wale ko lage ki nahi yrr bande ne bhut acchi post likhi he aur aapko Yaha per kisi bhi tarah ki copy ki hui Post nahi dalni he Aur jo likho

 apni mann se likha jis bare me aapko Acca knowgelge ho aap us topic per Post likh sakte he So guys Agar chahye to post bo accha bananae ke liye yaha per

photo,link,etc bhi add kar sakte he jissse aapni Websie Ek ek mast lage .

5.Earning Ke liye kitni post karni hogi??

So guys yaha aapko earning karne ke liye kam se  kam 20 se 25 lost jaroor likni hogi.

6.Blogger Se Earning kaise hogi??
So Dosto Blogger Se Earning Karne Ke Liye Aapko Apni Website Monotize Karna hota he Jisme Aap Apni Website Me Ads Lagakar Paise Earn Kar Sakte he 

So Dosto Aapko Apni Website me Ads Lagane Ke Liye Ads NetWork Ki Jarorat He So Dosto Aapko Yaha per Market Me Bhut 

Sare Ads Network Mil Jate he jinki Madat Ke Aapni Apni Website Monotize Kar Sakte he To Me Aapko Yaha Kuch Top Ads Network Ka Name Batane Wala hun Jaise

1.Google Adsense
2.Propeller
3.Revenue Hits 
4.Popads

So Dosto Aap Yaha Par Apni Website Ke According Kisi Bhi Ads NetWork Se Ads Lagakar Earning kar Sakte he


So friends aagar aapko janna he ki adsense account se blogger kaise link kare so isske liye aap humari dusri post padh sakte he

So Dosto Mene aapko Yaha pe bataye he ki aap kaise blogger se Apni khud ki website bana sakte he Aur Apni website

per ad lagakr earning  sakte he so aapko puch sawal puchna ho to aap hume niche comment karke jaroor bataye

Thanking you
Post By Ajay Tilanthe


Comments

Popular posts from this blog

10 Funny and Creative Birthday Party ideas.

Master's degree in Physician Assistant

Health insurance in Canada: what works and what doesnt