Blogger Ko Adsense Se Kaise Connect Kare- Tech2AJ
Adsense se Apni Blogger ki Site kaise jode??
Hello Friends Mera Name Ajay Aur Suwagat He Aapka Hamare Channel Tech2AJ Par so friends Aaj Me Aapko iss post per bhut Sare important baat batane wala hun jisse hum Apni Website per Adsense ki Ad lagakar Paise kama sakte he
So Friends Aaj Me Aapko Batane Bata hun Adsense Se Apni Site ko kaise jode Adsense ki ad lagane ke liye code kaha se copy kare aur kaha per paste kare Aur html code ko blogger me Kaise Paste kare
1. Adsense se Apni Blogger ki Site kaise jode??
●Apne Adsense Account me Sign in Kare.
●Aur site per click kare.
●Apni Site Ka URL type kare.
●Apni Site ko Adsense Account se Connect kare.
●Code ko apne Page ke Html me tag kar <head>aur</head> tag ke wich me copy Aur paste kare.
2.Adsense ki ad lagane ke Liye Code Kaha se Copy kare??
So guys Ad Sense ki Ad Lagane ke liye Aapko Auto Ad ke liye Adsense code banane ke liye Aapko Subse pehle Apni Puri site ke liye Auto Ad Set karna hoga
Yadi Aap aaisa kar liye he to Aapko next step me karna kya he ki Adsense ki Ad lagane ke liye Aapko Code copy karna hota he to janiye Code kaise prapt kare.
●Apne Adsense account ne sign in kare
●Ad Unit per Click kare
●Yaha per Aapko Ek Ad Unit creat kar lena he Aur next per click kare Aur Apki Ad unit ready ho jayegi fir Aapko Yaha per code nagar ayega uss code ko copy kar lena he.
3.Adsense Ki Ad Lagane ke liye Code kaha paste kare??
So guys yaha per Aapko Adsense ki Ad dhikane ke liye Aapko blogger per jana he aur jo code Apne Adsense ad unit se copy kiya tha usko yaha per layout per jana he Aur Aapko yaha per bhut sare option mil jate so aap jaha per bhi Ad dhikana chate he Waha prr iss code ko paste kar sakte he jaise yaha per Aapko
1.Side bar per Ad lagani he to aapko Iske liye
2.Ad Gaget per click karna he fir
3.html/java Script per + Add kar lena He
4.Fir Aapko yaha per title per kuch bhi likhna he Aur niche description per code ko paste kar dena he.
Note-So Friends aaisa karne se pehle Aapko yaha per blogger ke theme me jakar html page ko edit karna he fir yaha per code ko past karna he
1.Adsense se html Code copy karna he 2.Aur Aapko Apne Blogger ke Theme per yaha per Aapko edit html per click karna he Aur fir Aako yaha per coding dhikai degi isme Aapko Yaha per Code ko
3. Code ko apne Page ke Html me tag kar <head>aur</head> tag ke wich me copy Aur paste kare.
Example -
HTML पृष्ठ<html>
<head>
This is the head of your page
<title>Example HTML page</title>
</head>
<body>
This is the body of your page.
<script async src="https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js"></script>
<!-- Homepage Leaderboard -->
<ins class="adsbygoogle"
style="display:inline-block;width:728px;height:90px"
data-ad-client="ca-pub-1234567890123456"
data-ad-slot="1234567890"></ins>
<script>
(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
</script>
</body>
</html>
So Friends Agar Aapko Iss Process ke related kuch question ho to Usse jaroor Comment me share kare..
Comments
Post a Comment