Ads

Blogger Se Free Me Website BanaKar Paise Kamaye- Tech2AJ

Hello Friends Aaj Mera Name He Ajay Aur  Suwaghat He Apka Humare Channel Tech2AJ Par Friends Aaj Me Apko Batane Ja Raha Hu Ki Aap Kaise Blogger Se Paise Kama Sakte Ya Free Me Apni Website Kaise Bana Sakte he  to Chaliye Suru Karte he

Friends Aap Apne Mobile Ya Computer Se bhi Blogger bana Sakte he Agar aap mobile Se Blog Banakar Paise Kamana Chahte he  ya free me apni Website banana chahte he To Aapko Simiply Mobile ke Chrome Browser per Jana he Browser per jane ke baad aap google per search kijiye Blogger.com Jo ki Blogger Ki Website he Usper Jana He Website per aa jane ke Baad Apko Creat your Blog per Click Karna he


Fir Aapko Simiply Apna Email Account Fill Kar Dena He Fir Aapko Apni Website ya apne Channel ka Name Fill karne ko bolega to aap apni Website ya apne Channel ka jo bhi name rakhna chahte he Rakh sakte he name fill karne ke baad apko continue per click karna he Uske baad Apko Apni Website Ya apne Channel Ka Address Fill Karna he to aap Apne Channel ka Name Fill Kar Lijiye Kaise ki Example - yourwebsitename.blogspot.com

Fir Apki Website Ya Channel Ready Ho jayegi Fir Aap Apni Post Creat Kar Sakte he
To Aapko Roj 1 Post Karni Padegi So Karne ke baad aap Apni Website link Share kijiye jisse Apki Post Per Views Aaye Aaise apko Apni Website per 20 se 25 Din tak post Karni Dyan Rakiye ki aapki 10 se jada post ho jaye tab aap Apni website se earning karne ke liye ready ho jayege.

Apni Website se Paise Kaise Kamaye??
Friends Jaise Humne Apko Bataya ki Aap Kaise Blogger se Apni Website Creat Kar Sakte He Aur Us Per Apni Post Dal Sakte Aisa Karne Ke Baad Apko Apni Website Se Paise Kamane He Apko Apni Website per Jana He Waha per Apko Earning per click karna Earning per click karne ke baad apko Apni Website ko Google Adsense Ke Link Karna Hoga Agar Apko Google Adsense Account CREAT karna nahi Aata he to aap humari Post Check kijiye usme apko pta chal jayega ji aap kise apna Google Adsense account bana sakte he

So Friends Google Adsense Se Link Ho Jana Se Baad Apko Google Adsense ki webite per Jana hoga Google Adsense per jane ke baad apko Ad Unit Creat Karni hogi Agar Aapko Adsense se Ad Unit Creat Karni Nahi aati to aap humari Post Check Kijiye ya net per Search kijiye ki google adsense per ad unit kaise creat karte he aapko pta chal jayega

To waha se Apko Apni Ad unit Copy Karni Copy Karne ke Baad Aapko Blogger Account Per Wapas aa Jana he apko waha per Leyout Par Click Karna He Leyout Per Click Karne ke baad Apko Bhut Sare Option Dhikai Dete Jisme Se Apko Javascript per click karna click karne ke baad aapko title dhikai dega aur description apko just description par bo link paste Karni he jo ki aapne google adsense unit se creat ki thi

Paste ho jane ke baad apko Ok per click karna And Save Aggriment kar click karna Fir aapki Website pr Ads aane suru ho jayege Jisse Aap Earning Kar Skate he


Post Acchi Lagi ho to Share Kijiye Friends Aur Kuch puchna ho to comment kijiye.. Dhanyabad



Comments

Popular posts from this blog

10 Funny and Creative Birthday Party ideas.

Master's degree in Physician Assistant

Health insurance in Canada: what works and what doesnt